next day →
last day (41 days later) »
Sweta Sharma
12:47
hi @pratik
pratik
hi
@swetaSharma busy ho?
Sweta Sharma
yes thodi
bolo
wt abt u?
wo to ho gaya par spinner wala baki hai
ok
pratik
ha spinner wala hi bol raha hun
Sweta Sharma
wo baki hai
kya delete kiya?
oe tum mdpi ki design or image slicing kaise banatey ho?
pratik
wo designer banati he
me nahi...hehe
Sweta Sharma
13:01
par mdpi mai- 3.2, 5.1, 5.4, 7.1 or 10.1 itni sari screen aati hai to slicing to same hi rahegi na to ye kaise manage hoga
for eg. hum designer slicing banata hai 10.1 ki screen ke size ka to hume 5.1 screen mai kaise setting karna hoga
pratik
wo absolute ratio k sath banani padti he
psd me se
dekhke
jaha tak ho sake 9 patch image use karni chaiye, jaha 9 patch na chale wahi pe 5 size ki banai padti he
Sweta Sharma
ha par koi bhi ek hi size ki hogi na sari images
pratik
nop, sabhi different size ki
mdpi me alag, hdpi me alag waise
Sweta Sharma
ok
9 patch images bhi hdpi, mdpi etc size mai banani padegi na?
pratik
wo ek hi size me
nop
Sweta Sharma
13:07
first bat to ye ki 9 patch images humare designer ko banani hi nai aati ;)
:P
wo bolta hai ki aisi koi image hi nai aati
tum gappe marne ke mood me to nai ho na @pratik
pratik
na na ham 9 patch hi use karte he
Sweta Sharma
really hum png image use kartey hai
or jpg
pratik
png hi hoti he 9 patch
Sweta Sharma
to dono mai difference kya hai?
pratik
dekho apna mail
mene ek send ki he tumhe 9 patch
Sweta Sharma
13:14
maine image to dekhi abhi.. par wo kaise banti hai?
pratik
uska software aata he aur hamare android sdk k sath me bhi ek software aata he use draw karne ka
iska fayda ye he ki ye kabhi stretch nahi hoti kitni bhi chhoti badi karlo, aur size me ek dam kam hoti he
Sweta Sharma
ok
software ka name tumhe pata hai.
humara designer abhi fresher hai to use nai aata
hmmm
he he he
mere or designer ke bich me design ko leke bahut issue aatey hai yar
or apk file bhi bahot badi banti hai size me because of png images
pratik
hmmm
Sweta Sharma
tumhare designer ka experience kitna hai
dinalg?
kya name hai uska?
pratik
dimag
tumhare pehchan vali nikli to, tum to muje marogi na
Sweta Sharma
13:21
nai yar.. mai to just you hi puch rahi hun
tumhare sath thodina aisa karugi
pratik
jyoti
Sweta Sharma
stupid
jyoti sharma ???
ha baba
@pratik wo software ka name to batao ta ki me designer ko bolu ki isme design banaye.
pratik
draw9patch.com
online site he
Sweta Sharma
ok dear
oe kya remove kiya
pratik
kuchh nahi
Sweta Sharma
13:29
ok
pratik
keh raha tha ki tumse baate karni he bahut sari aaj, to aa jana online ontime
Sweta Sharma
hm
fir se delete
hm
pratik
hmmm matlab boring lagega?
Sweta Sharma
nai yar
pratik
ha to barabar
Sweta Sharma
13:41
oee ek or question hai.. r u free?
tumne messenger ki app banayi hai abhi tak
chat ki
pratik
nop, widget hi banana padta he
Sweta Sharma
ha wo to design ki bat kar rahe ho na
wo to ban jayega.. par msg aaya wo notify kaise hoga
pratik
wo sab widget me hi handle karna padega
push notification se hota he
service se local push se hota he
Sweta Sharma
ha par push nai chahiye... app start ho to push ki kya jaroorat
har bar push aayega to user phone ko fek dega... he he he
pratik
na na, push ko direct widget me dikhana hota he, user ko pata bhi nai chalta he
aur push ko tum jaise chaho waise handle karwa sakti ho
Sweta Sharma
13:48
hmmm... ab samaj mai aaya
kal dekhenge ye. chalo ab ghar jane ka time ho gaya.
9-10
pratik
ya 9?
Sweta Sharma
bye
GN
hm
pratik
bye
next day →
last day (41 days later) »
all rooms
Transcript for
Aug '14
1
Aug
2
Room for pratik and Sweta Sharma
join this room
about this room
00:00
06:00
12:00
18:00
all times are UTC
site design / logo © 2024 Stack Exchange Inc;
legal
mobile